Header Ads

ads header

Computer gadgets 2024 | Top 5+ Computer Gadgets Must buy Online

Computer gadgets 2024 | Top 5+ Computer Gadgets Must buy Online

Computer me istemal kiye jane wale kuch behtrin gadgets jo apke computer system ko hi badal ke rakh denge. Agar aap in gadgets ka istemal karte he to apko apke computer me thoda fast working karne me bhi help milegi. Waise to Online computer gadgets bhut sare he lekin kuch aise computer gadgets he jo apko computer ko chalane me kafi help karte he. 


List of Top 5+ Computer Gadgets 2024

➤ Type Docking Station computer Gadgets
➤ Portable wire sound bar for computer gadgets
➤ Folable table for computer gadgets
➤ Laptop External USB light 
➤ Anti glasses protect from Blue rays

1. Type C Docking Station

Agar apko bhi computer me soket ki kami lagti he to kyo na ek baar aap kuch external USB soket ka istemal kar ke dekhe. Ye C type usb soket kafi khas aur kamal ke he Inka istemal kar ke aap apne computer me extralnal pendrive harddisk aur bhi extra C type cables ko laga sakte he. Ish USB soket ki help se aap bhut hi asani se apni PENDRIVE, HARDDISK, USB CABLE CTYPE, MEMORY CARD fhasa sakte ho. Ye C type docking station ka istemal aap computer , laptop jaise device me bhut hi asani se kar sakte ho. Isme apko 100 w charging support mil jata he jisse aap apne laptop ko bhi charging cable ki help se charge kar sakte he.Ye apko 4 in 1 aur 7 in 1 me online mil jati he.

computer gadgets



2. Portable Wired Sound Bar :

Agar computer gadgets me apko kuch kharidna hi he to mai kahunga ki aap ye speakar jarur kharide. Kyoki abhi tk aapne jo bhi speaker kharide honge wo sabhi ya to bhut hi saste honge ya phir bhut hi third quality ke honge aur ye speaker apke jyada samaye tk sath bhi nahi diye honge to aise me apko ek ache crsytel clear sound box ki jarurt hogi,.To aap chahe to ye sound bar kharid sakte he. Kyoki is sound bar me apko ek basic sound milega. Lekin iska sound ek dam crystal clear sound he. Jise aap 100% volume me bhi sunoge to apko ye kafi achi service de deta he. Is Sound bar ko banane wali company he Honeywell. Ye ek tarha ka Portable wired sound bar he. Jise apko apne PC me wire laga ke chalu karna hoga. Is sound bar me apko ek usb wire aur sath me ek oxy calbe inbuilt milegi.

Benefits :
. Crystal clear sound hai
. Chalu band hone pe jyada voice nahi bolta hai
. Chalu hone aur band hone pe ek chota sa sound create hota hai
. Built quality jabardast hai
. Asani se kabhi bhi le ja sakte hai

3. Computer Table Foldable

Agar aap log hbi laptop ka istemal karte he to aise me aap aapne laptop ke liye ke foldable stand le sakte he, Is foldable stand ka istemal kar ke aap apne laptop ko bhut hi asani se kisi bhi position me kisi bhi table pe rakh ke kaam kar sakte he. Laptop me choti screen hone ke sath hame aksar ise hatho me rakh ke kaam karna hota he lekin aise me agar aap ek foldable laptop table ka istemal karte he to kahi na kahi apko ye bhut useful hota he.

Benefits :
. Asani se fold kar ke aap kahi pe bhi le ja sakte he
. Weight me kafi halka he
. Iska Istemal aap Tablet Laptop aur Apna mobile rakhne ke liye kar sakte hai
. Laptop jaise computer gadgets ko rakhne me bhut hi help karta hai.
. Isme ek hole me apko coffee cup ya Tes cup bhi rakh sakte hai.


4. Laptop Light : 

Agar apko bhi laptop me raat raat bhar kaam karna pasand he to aap kyo na aap apne laptop ke liye ek alag se USB External Light kharid lijiye kyoki aisa light apko raat me laptop me kaam karne me bhut hi help karta he aur jin logo ko typing me bhut dikat hoti he wo log bhi is computer gadgets ka istemal kar sakte he. Kyoki jab bhi apke yaha pe light gol ho jaye ya phir aap dim light me kam karna chahate he to aise me apko apke laptop me ye external light bhut help karta he. Aur is external light ki sabse khas baat ye he ki ye 360 degree rotate ho jata he. Jisse aap ise kisi bhi angle me move kar ke apne light ko jaha chahte woha pe focus karwa sakte he. Iske istemal se apko laptop me keywords ki key ko dekhne me kafi help mil jati he. Ye metal ka bana hota he aur ye kisi bhi angle me easy to move ho jata he.

Benefits :
. Asani se iska istemal kar sakte he
. laptop me ye asani se fix ho jata he
. Isse aap kisi bhi tarha se keyword ki button ko dekh pate he.
. Raat me kaam karne me kafi help karta he.
. Ye asani se kisi bhi angle me rotate ho jata he.

5. Anti Eye Glasses for Computer or Blue ray glasses

Aapka kaam bhi 24 hr me se kam se kam 8s 10 ghante working ka he jisme se aap kam se kam 10 ghante to computer ya mobile jaise electronic items me roj dete he to aise me apko apki aakho ka khayal rakhna bhut jaruri hota he. Kyoki in eyes ke bina to aap duniya dekh hi nahi sakte. Isliye agar apka kaam bhi computer me kam se kam 10 ghante se jyada ka he ya phir aap computer laptop jaisi screen me apna jyada time dete he to apko apni eyes ki protection ke liye ek badiya sa Anti eyes glasses ya phir computer blue ray glasses jarur kharidna chahiye ye apki eyes ko blue rays se effect hone se bachata he

Benifits:

. Asani se use kar sakte hai.
. Iske use se aap blue rays se apni aakho ko bacha sakte he.
. Ise pahen ke aap computer me jyada der tk kaam kar sakte he.
. Isko pahen ke aap computer me ek alag experience karte he.


Conclusion :

Apko hamare is post me bhut hi unique 5 aise computer gadgets ke bare me bataya he jo aapko bhut hi jyada useful honge. Jab bhi aap computer ya laptop istemal karte he to agar aap in computer gadgets ka istemal karte he to apko apke kaam karne me kafi help milegi.

कोई टिप्पणी नहीं