Header Ads

ads header

Delhi se Nainital Train se kaise jaye

Delhi to nainital train jankari

Delhi se Nainital Train se kaise jaye

Nainital Ek Aisi Jagah Jahan per Har Kisi ko jana pasand hai. Nainital Ek bahut hi badhiya Khubsurat Sa hill station hai Jahan Ki Hasin vadiyon mein aap apne aap ko Khush kar sakte hain Nainital Naina Devi Mandir ke naam se bhi Jana Jata Hai Nainital mein aapko bahut sari jhilon ke darshan Honge bahut sari jhilen dekhne ko Milegi aur ine jhilon mein ka aap boating bhi kar sakte hain, bahut Sare couples to Apna pahla Honeymoon manane Ke Liye Nainital Aate Hain agar aap log bhi Nainital aane ka Soch rahe hain to Aise mein aapko Nainital pahunchne ke liye train se bus se ya aeroplane ke jarie Kis tarike Se aap Yahan Tak pahunch sakte hain aur sath mein aapko yah bhi bataenge ki aap Agar train se Nainital a rahe hain to aap train ke jarie Nainital Tak Kaise pahunch sakte hain

Nainital train se kaise jaye : 

Agar aap Nainital train ke jarie pahunchna Chahte Hain To Ham aapko Bata Den Ki Nainital Mein khud ka koi bhi railway station nahin hai isiliye vahan per koi bhi train Nahin jaati lekin Agar aapko Nainital train se hi pahunchna hai to aap Nainital ke sabse neerrest railway station per Udhar sakte hain FIR vahan se aap bus taxi ke jarie Nainital Tak pahunch sakte hain Nainital ka sabse neerrest railway station jo hai vah hai Kathgodam Jahan per aapko pahunchne ke liye Sabhi rajyon se training mil Jaati Hai jaise ki agar aap Delhi se Nainital tak aana Chahte Hain To aap Delhi ki direct train mein baithkar Nainital ke Kathgodam railway station Tak pahunch sakte hain Kathgodam se Nainital Ki Duri Matra 34 kilometer ki hai Jise aap ek ghante Mein cover kar sakte hain

Delhi se Nainital train Se Kaise jaen

Jo log Delhi se Nainital Jana Chahte Hain To unhen Ham Bata Den Ki vah Train ke jarie Nainital Tak pahunch sakte hain Nainital Tak pahunchne ke liye aapko Nainital Ki Sabse neerrest railway station Kathgodam Tak Jana Hoga aur uske liye aapko Delhi Marg se bahut sari trainen mil jaati hai jo aapko Kathgodam railway station Tak Chhod Deti Hai,  Kathgodam se Nainital tak ki Duri 30 kilometer Ki Hai Jise aap bus mein baithkar cover kar sakte hain Kathgodam se Nainital ke liye bus Ki Baat karen to aapko Yahan per Kafi sari base dekhne Ko Mil jaati hai aur Un bason Ka kirae Ki Baat karen to UN Sabhi baspa kiraya Kareeb 700 se 1200 ke kareeb Hota Hai.

Delhi se Nainital jaane wali trainon ki jankari  : 

Niche Humne aapko Delhi se Nainital jaane ke liye trainon ki jankari Di Hai jismein Humne aapko Un trainon Ka Naam UN trainon ka number aur UN trainon ki Samay ki jankari Di Hai

1. Ranikhet Express :

Delhi se Nainital Train se kaise jaye  Agar aap log Delhi se nainital train se jana chahate hai to mai apko ek delhi se nainital chalne wali ek train ki jankari dunga. Is train ka naam hai Ranikhet express. Dosto ye train Delhi to nainital chalti hai. Lekin jaise ki maine apko bataya hai ki nainital me khud ka koi railway station nahi hai isliye ye train apko Kathgodam railway station me otar deti hai jaha se apko nainital kafi nazdik hota hai. Kathgodam se nainital aap bus se ja sakte hai. Ranikhet express train apko delhi se subha 08:24pm me delhi se chutti hai phir ye train Nainital subha 05:05 AM pe apko kathgodam me chor deti hai. Is train ki coach ki baat karen to ye ish train me apko Sleeper thrid Ac First Ac aur Second Ac jaise coach dekhne ko milenge. Is train ka number hai  : 15013

Train name : Ranikhet Express Delhi to nainital 
Train number: 15013
Timing : 08:24 PM to 05:05 AM
Coach : SL 3A 1A 2A

delhi to nainital train

2. UTR SAMPRK KRTI  :

Agli train hai jo apko delhi se nainital le kar jayegi wo hai UTR SAMPRK KRTI, ye train bhi apko nainital le kar jayegi aur jaise humne apko bataya ki nainital me khud ka koi railway station nahi hai isliye ye bhi apko kathgodam tak chor degi. Kathgodam se apko phir bus kar ke nainital tak jana hoga. Is train ka naam hai  UTR SAMPRK KRTI aur train ka number hai 15035. Ye train apko delhi se kathgodam tak le kar jayegi. Train ki timing ki baat karen to iska timing hai Dopher ko 4 PM se 10:45 PM. Is train me apko do tarha ke coach dikhai denge. ek hai 2s aur dusra hai cc. CC wale coach me apko car me lagi sheet ki tarha chair dikhai degi.

Train Name : UTR SAMPRK KRTI
Train Number: 15035
Train timing : 4:00 PM to 10:45 PM
Train Coach : 2S and CC

delhi to nainital train

3. Kathgodam SHTBDI  :

Agli train jo hai Kathgodam SHTBDI jo apko delhi se nainital le kar jayegi. ye train apko 5 ghante  ke karib me nainital ke karib kathgodam station chor degi jaha se aap bus ke jariye nainital tak pachuch sakte hai. Kathgodam SHTBDI Train ki baat karen to is train ka number hai 12040 ye train apko subha 6:20 am me Delhi se ravana hogi jo apko thik 11:55 am pe kathgodam station me utar degi. Is train ke coach ki baat karen to is train me apko CC EC wali sheet dekhne ko milti hai. Jisme aap nainital tak aram se safar kar sakte hai. Ye train apko pure hafta chalti dikhai degi. Sunday monday se lekar saturday pure week chalti hai.

Train Name : Kathgodam SHTBDI
Train Number: 12040
Train timing : 6:20 AM to 11:55 AM
Train Coach : CC AND EC CHAIR SHEET

delhi to nainital train 

Watch Video of Delhi to Nainital train detail :

Conclusions : 

Yahan per Humne aapko Delhi se Nainital Jaane Ki train ki jankari Di hai aur sath mein bataya hai ki Agar aapane Nainital Jaate Hain To aapko vahan per kin-kin chijon ka Dhyan Rakhna chahie aur aapko Nainital mein kya-kya dekhne ko Milega

कोई टिप्पणी नहीं